Husn-e-Maah Garche Ba Hangaam-e-Kamaal Acha Hai (Mirza Ghalib) – Urdu/ Hindi Poetry by R J Imran Sherazi without Background Music
► Website: http://imsherazi.com
► Facebook: https://www.facebook.com/syedshirazi786
► Twitter: https://twitter.com/rjimransherazi
► Google+: https://plus.google.com/+RJImranSherazi
► Facebook group: https://www.facebook.com/groups/justurdupoetrypakistan/
► Facebook Page: https://www.facebook.com/rjimransherazi/
► Instagram: https://www.instagram.com/rjimransherazi/
Husn-e-maah garche ba-hangaam-e-kamaal achchaa hai
Us-se mera maah-e-kursheed jamaal achcha hai
Bosa dete nahin aur dil pe hai har lehzaa nigaah
Jee mein kehte hain ki muft haath aaye to maal achcha hai
Aur bazaar se le aaye agar toot gayaa
Saagar-e-Jam se mera jaam-e-sifaal achcha hai
Betalab dein to mazaa usme sivaa milta hai
Woh gadaa jis mein na ho khu-e-sawaal achcha hai
Unke dekhe se jo aati hai munh par raunaq
Woh samajhte hain ki beemaar ka haal achcha hai
Dekhiye paate hain ushshaaq buton se kya faiz
Ek Barheman ne kahaa hai yeh saal achcha hai
Hamsukhan teshe ne Farhad ko Shireen se kiya
Jis tarah kaa bhi kisi mein ho kamaal achcha hai
Qatraa dariyaa mein jo mil jaayen to dariyaa ho jaaye
Kaam achcha hai jo jiska ma’aal achcha hai
Khizr Sultaan ko rakhkhe khaaliq-e-akbar sar sabz
Shah ke baag mein yeh tazaa nihaal achcha hai
Hum ko maaloom hai jannat ki haqeeqat, lekin
Dil ko khush rakhne ko Ghaalib yeh khayaal achcha hai
Poet: Mirza Ghalib
Voice: Imran Sherazi
آرجے عمران شیرازی کی آواز میں اردو شاعری
حسنِ مہ، گرچہ بہ ہنگامِ کمال، اچّھا ہے
اس سے میرا مہِ خورشید جمال اچّھا ہے
بوسہ دیتے نہیں، اور دل پہ ہے ہر لحظہ نگاہ
جی میں کہتے ہیں کہ مفت آئے تو مال اچّھا ہے
اور بازار سے لے آئے ،اگر ٹوٹ گیا
ساغرِ جم سے ،مرا جامِ سفال، اچّھا ہے
بے طلب دیں، تو مزہ اس میں سوا ملتا ہے
وہ گدا ،جس کو نہ ہو خوئےسوال، اچّھا ہے
ان کے دیکھے سے جو آ جاتی ہے منہ پر رونق
وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچّھا ہے
دیکھیے ،پاتے ہیں عشّاق بتوں سے کیا فیض
اک برہمن نے کہا ہے کہ یہ سال اچّھا ہے
ہم سخن تیشے نے فرہاد کو شیریں سے، کیا
جس طرح کا کہ کسی میں ہو، کمال اچّھا ہے
قطرہ دریا میں جو مل جائے تو دریا ہو جائے
کام اچّھا ہے وہ، جس کا کہ مآل اچّھا ہے
خضر سلطاں کو رکھے، خالقِ اکبر، سر سبز
شاہ کے باغ میں، یہ تازہ نہال اچّھا ہے
ہم کو معلوم ہے جنّت کی حقیقت، لیکن
دل کے خوش رکھنے کو ،غالب ،یہ خیال اچّھا ہے
شاعر: مرزا غالب
آواز: عمران شیرازی
mirza ghalib indian drama
mirza ghalib love poetry
mirza ghalib full movie
mirza ghalib poetry in urdu
mirza ghalib history in hindi
mirza ghalib best poetry
mirza ghalib urdu poetry
mirza ghalib poet
mirza ghalib poetry
mirza ghalib movie
mirza ghalib urdu sher
mirza ghalib shayari in urdu
mirza ghalib urdu shayari pdf
mirza ghalib sad poetry
mirza ghalib shayari
mirza ghalib urdu shayari
mirza ghalib quotes
mirza ghalib shayari with meaning
mirza ghalib
mirza ghalib best shayari
mirza ghalib biography
mirza ghalib romantic poetry
mirza ghalib shayari on love
mirza ghalib ghazals
mirza ghalib in hindi
mirza ghalib ke sher
mirza ghalib ki ghazal
mirza ghalib sher o shayari
mirza ghalib love shayari
mirza ghalib sher
mirza ghalib college gaya
mirza ghalib college patna
mirza ghalib inspirational shayari
ali zafar mirza ghalib
mirza galib college gaya bihar
mirza galib ki gazal
mirza ghalib 1
mirza ghalib 117
mirza ghalib 139
mirza ghalib 1954
mirza ghalib 1954 full movie
mirza ghalib 1954 songs
mirza ghalib 1988
mirza ghalib 1988 full movie
mirza ghalib 1988 full movie free download
mirza ghalib 1988 movie download
mirza ghalib 1988 songs
mirza ghalib 1st episode
mirza ghalib 2 line poetry
mirza ghalib 24
urdu poetry topic alvida
urdu poetry friendship
urdu poetry in written form
urdu poetry background music
urdu poetry sad love
2 line urdu poetry images
urdu poetry very sad
urdu poetry heart touching
urdu poetry love sad
urdu poetry love
urdu poetry youtube
urdu poetry hamd o naat
urdu poetry videos
urdu poetry 2017
urdu poetry lyrics
urdu poetry about life
urdu poetry images
urdu poetry images pictures
urdu poetry two line
urdu poetry collection
source
The post Mirza Ghalib Poetry – Dil Ke Behlane Ko Ghalib Yeh Khayal Acha Hai – Urdu Poetry by RJ Imran Sherazi appeared first on Urdu New Trend.
from WordPress http://www.urdunewtrend.com/hd-video/urdu-poetry-in-vidoe/mirza-ghalib-poetry-dil-ke-behlane-ko-ghalib-yeh-khayal-acha-hai-urdu-poetry-by-rj-imran-sherazi/
via Urdu New Trend
No comments:
Post a Comment